Hussain, hussain,hussain, hussain..(4)Sham-e-ghareebaa al amaa, phaila hua har su dhuaNauha kuna saidaniya, ghash me pada hai ek natawaPyasi sakina nauhakhwaaBaba baba Husain..(3)Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussainJalte hue khaime idhar, lashe tadapte the udharKarbobala ki khaak par, boli sakina rakhke sarBaba suno meri fughaBaba baba Husain..(3)Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussainBade nabi taraaj hai, sholo ka har su raaj haiHaye kafan ke waste, baba mera mohtaj haiKitna bada hai imtehaaBaba baba Husain..(3)Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussainShame masaeb aagai, andhi ghamo ki cha gaiMai janibe darya gai, lashe chacha tharra gaiKano se khoo dekha rawaBaba baba Husain..(3)Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussainRukhsar nile hogae, itne tamache hail ageBaba khuda ke waste, mujhko lagalo seene seDukhti hai meri pasliyaaBaba baba Husain..(3)Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussainTapti zami jalti hawa, ae maqtal-e-karbobalaEk dopaher me kya hua, loota gaya kunba meraChadar na sar pe saaebaaBaba baba Husain..(3)Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussainEk reesma bara gale, kuch is tarah bandhe gayeHar aati jaati saans bhi, jaise koi khanjar chaleNazuk gale me reesmaBaba baba Husain..(3)Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussainRassi me baba bandh gae, taza sitam hone ko haiZanjeer lae ashqiyaa, beemar aabid ke liyePehna rahe hai bediyaaBaba baba Husain..(3)Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussainKya sarwar-o-rehan ham, batlae rudade sitamNazuk se dil ke ranjo ghum, kehti rahi wo dam ba damAb tum kaha aur hum kahaBaba baba Husain..(3)Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3)Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain
Baba Baba Hussain
Nadeem Sarwar · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.