Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aye khuda daste karam

Nadeem Sarwar · 1993

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Yaad-e Abbas. Sara shaam-e ghariba aaya. Dukhtare Hazrat-e Shabbir Hirasa aya.1. Bekasi aisi ayaa'n thi ban me (x2)Lashe pamal huwe jab ran meAag zehra ki laghi gulshan meYaade Abbas thii or ehle harramAy khuda dast-e karam (x3)Shaam-e gariba (x3)2. Qasimo Akbaro Abbas kuja raftandaHaaye dar dashte balaa yaade shahida aayadQasimo Akbaro Abbas nahiKuch bhi sine me bajusi aas nahiAb to jine ke bhi kuch aas nahiSaaya afdan nahi gazi ka alamAy khuda dast-e karam (x3)Shaam-e gariba (x3)3. Ya kase neest ke aayad paye imdad-e harramEE safina tarefe yurishe tufa aayadKoi imdad ko aaye kyu karKat gaya Akbaro Abbas ke sarGham ka tufan he or yaad-e padarChar janib se bahe ranjo alam.Ay khuda dast-e karam (x3)Shaam-e gariba (x3)4. Sailiye shimr-e ba rukhsare Sakina sad hai. Chuba zulmo sitam a dushman-e imaa ayadHaye wo phool se ruksar tereShimr ne jispe tamache mareNil ruksar ke dekhe na gayaRoya neze pe sare shahe umam.Ay khuda dast-e karam (x3)Shaam-e gariba (x3)5. Qaidkhwa alam-e gurbat ke Sakina giryaYaad-e alsaf-e padar baghamo hilma aayadDasht-e gurbat me Sakina ki fughaaBaba dhasta he andhera zindaaJald aao ke nikal jaye na jaanAap ki yaad me mar jayenge hum.Ay khuda dast-e karam (x3)Shaam-e gariba (x3)6. Mika shad na laze hasrat sare darbar-e yazidBi muhaban-e khayale dare zinda ayaadSare darbar fugaa Zainab kiQaid kufe huwi binte AliLahade shahe najaf hilne lagiAshk Zainab ke jo barse pe hum.Ay khuda dast-e karam (x3)Shaam-e gariba (x3)7. Tohfa e ashke aza peshkunam man ba khuloosaah ee nauha e nam bar labe reha'n aayadhai bhi kya sarwar o rehan ke paasinki daulat hai yehi ghum ki asaasaapki nazr janabe abbasek aawaz hai aur ek qalamAy khuda dast-e karam (x3)Shaam-e gariba (x3)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.