Aye binte payambar, hasnain ki madar..(3)aye binte payambar..(2), aye banu e mehsaharAye binte payambar, hasnain ki madar..(2)Maara gaya mohsin tera (pehlu tha shikasta)..(2)bus yu khuda ke deen se (toda gaya rishta)..(2)tu sabr ka paikar, hasnain ki madarJis dum tera darwaza (jalaya gaya bibi)..(2)aur arsh e kibriya ko (hilaya gaya bibi)..(2)tha hashr ka manzar, hasnain ki madarMazlumiye haider pe (kabhi baba pe royi)..(2)zainab ki beridai pe (shabbir pe royi)..(2)hai karb ka daftar, hasnain ki madarMahdi tera rota raha (har daur mein zahra)..(2)majlis hai teri aaj bhi (har shehr mein zahra)..(2)matam tera ghar ghar, hasnain ki madarAye khaak e madina hume (zahra ka pata de)..(2)ujde hue dayaar mein (wo qabr bata de)..(2)zaer tera safdar, hasnain ki madarDuniya ka musalmaan hai (is waqt pareshaan)..(2)bahreni azadar ka (mushkil mein hai samaan)..(2)mazloomo ki rahbar, hasnain ki madarAtif ne likha, tumne (padha hai ali safdar)..(2)nauha ye bana marham e (zakhme dil e muztar)..(2)chal jaenge nashtar, hasnain ki madarAye binte payambar, hasnain ki madaraye binte payambar..(2), aye banu e mehsaharAye binte payambar, hasnain ki madar
Aye binte payambar
Ali Safdar · 2012
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.