Lega na jaane kitni ye karwate zamanachahe har ek sheh ko duniya ki bhool jaanaujda jo ek din mein us ghar ko yaad raknaay momino payame sarwar ko yaad raknakarbobala ke khooni manzar ko yaad raknaay momino payame....1. Aaghosh mein tumhari masoom koi aayejab pyar se koi maa jhoola use jhulaayebano ki bebasi ko asghar ko yaad rakhnaay momino payame....2. Aajaye jab kisi par taqdeer se yateemifurqat mein baap ki jab marjaye koi bachiaulad walo meri dukhtar ko yaad rakhnaay momino payame....3. Tumko khuda dikhaye khushiyo ka har sawerakhismat se jab bhi baandho apne pisar ke sehraqasim ko yaad rakhna akbar ko yaad rakhnaay momino payame....4. Dekho na zindagi mein marna jawan pisar kabete ka daagh dil par hota hai umr bhar kalaila ki hasraton ko akbar ko yaad rakhnaay momino payame....5. Behno ko betiyo'n ko jab bhi rida udhanahum bekaso ko hargiz dil se nahi bhulanameri behan ke sar ki chadar ko yaad rakhnaay momino payame....6. Beto'n ko jo na royi qurbaan karke mujh paraur sar nahi uthaya ehsaan karke mujh parus jaa'n nisaar meri khwahar ko yaad rakhnaay momino payame....7. Aaye kisi taraf se matam ki jab sadayeinahle aza ko mehshar dena agar duwayeingulzaare haideri ko sarwar ko yaad rakhnaay momino payame....
Ay momino payame sarwar ko yaad rakhna
Nadeem Sarwar · 1988
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.