Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ay mere jawaan akbar

Irfan Haider · 2005

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Ay mere jawaan akbarNoha kare maa laashe akbar par, aray tum qatl huwe beta, jeeti rahi madar[Ay mere jawaan akbar] ×2Veeran huwa beta tere baad mera ghar[Ay mere jawaan akbar] ×2Kya tujhko teri maa ne is din ke liye paalaa,Is maa ko zaeefi me kyu chor gaye beta[Ay mere jawaan akbar] ×2Maa roti hai laashe pe tere aaj khule sar[Ay mere jawaan akbar] ×2Kehti thi phuphi zainab jab pyaha rachaugiAkbar teri dulhan ki poshak banaugi[Ay mere jawaan akbar] ×2afsos kafan bhi na tujhe aya mayassar[Ay mere jawaan akbar] ×2bimar behen sughra tapti hai tera rastapardes me akar kyu bhool gaye wada[Ay mere jawaan akbar] ×2itna bhi nahi socha ke marjayegi khwahar[Ay mere jawaan akbar] ×2Hamshakle nabi tumko kehta ta jahaan saraaZainab tere laashe par karti hai yahi nawha[Ay mere jawaan akbar] ×2nana ki ziyarat ko tarasjaungi dilbar[Ay mere jawaan akbar] ×2har dil ne kiya nawha har aankh huwi purnamkohram hai khaymo me janat me bapa matam[Ay mere jawaan akbar] ×2aur khaak urha te hai yahi kehke payambar[Ay mere jawaan akbar] ×2phupiyan bhi tarap ti hai hamsheer bhi madar bhidada bhi tere roye shabbir bhi shabbar bhi[Ay mere jawaan akbar] ×2sadaat ke khaymon me qayamat ka hai manzar[Ay mere jawaan akbar] ×2jab koyi jawaan laash nazar ayegi betawa yaar tujhe karke tarap jayegi beta[Ay mere jawaan akbar] ×2ek roz teri yaad me marjayegi madar[Ay mere jawaan akbar] ×2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.