Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ashur ka din dhal gaya

Muqarrib Raza · 2015

Ashur ka din dhal Gaya shame ghariban agayeeTashna labi se khoshk tha pyaase musafir ka gala,Larze zameen o aasmaan jab shimr ka khanjer chalaa,Mazloom ki ghardan katiii har simth se aaandhi chalii,Naize pe sar sheh ka chadha ayee sadaa e karbala,ASHOOR KA DIN DHALGAYA, SHAAME GHARIBAN AAGAYEE,AAYE NA SHA HE KARBALA SHAME GHARIBAN AGAYEE..Ashur ka din dhal gayaa...1) larzi Zamin kaanpa falak barsa lahoo roye malak-2Sar shah ha ka jab katt gaya shame ghariban agayee,Ashur ka din dhal gaya...2) Moqtal me hain tarikiyan sehmi howi hai bibiyan-2Kije madad ya murtazaa, shame ghariban agayee,Ashur ka din dhal gaya...3) shimre layin k khaoof se bachchon k dam ghuttne lage-2Maaoon me hai aahoo bukaa, shame ghariban agayeeAshur ka din dhal gaya..4) Apna watan hai aur na ghar jaaye Sakina ab kidhar-2Har ja andhera cha gayaa shame ghariban agayee.Ashur ka din dhal gaya...5) Ghar jalgayee bazu bhandhe daman jala gauhar chine-2Kaano se qoon behne lagaa shame ghariban agayee.Ashur ka din dhal gaya...6) zalim ne bistarr kheench kar aabid ko baydi daal karr-2Bandha Sakina ka galaa shame ghariban agayee.Ashur ka din dhal gaya...7) sarwar nahin ghazi nahin Aun o Mohamed bhi nahin,Zainab howi be aasiraa shame ghariban agayee.Ashur ka din dhal gaya...8) Jisdam MUQARRIB aur MUJEEB pahunche hain rooze k khareeb-2Aati rahii paiham sadaa shame ghariban agayeee.Ashur ka din dhal gayaa shame ghariban agayeeeAaye na sha he Karbala shame ghariban agayee........

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.