Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Amma tere hussain ne sab kuch luta diya

Syed Murtaza Abbas Hamdani · 2017

Amma tere hussain ne sab kuch luta diyaNana se jo kiya ta wo, wada niba diyaKitni uthayi mayate, tere hussain neKitne sitam uthayi, tere hussain neKitne diye jala diye, maqtal saja diyaPyassa hun teen roz ka, gham se nidal hunZakmo se choor choor hun, ashur dahal hunLekin tumhare laal ne, jungle basa diyaKaryal jawan ki laash pe, roya tera hussainAbbas ki juda ime, luta hai dil ka chainKud apne dil ko karbala, maine bana diyaUjra hai gul sitan mere, murja gaye hai phoolQurbanniya hussain ki, kar lijiye kuboolKya tha ye dashte karabala, or kya bana diyaMaqtal dalo ek nazar, be sar sab badanPala tha jinko qod mein, ye wo hai pur mahanMeine ajal ki god mein, sab ko sula diyaHar sakte imtehaan se, guzra tera hussainLekin na rahe sab se, uthra tera hussainBayat ke har sawaal ko, meine mita diyaQwaabe khaleel ke liye, tabeer ban gayaAmma mein ranjo gham ki wo, tashweer ban gayaUmat ne nana jaan ko, ayse sila diyaTum dekhna ke ek din, aysa bhi ayegaHoga har ek zubaan par, noha hussain kaMeine kuda ke deen par, ghar jo luta diyaAbbas phir hussain par, shamsheer chal gayiAb kya bayaan gham karu, ay mazhar abideGash kayega jise bhi ye, noha suna diya

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.