Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Amma Ghareeb Hoo

Syed Raza Abbas Zaidi · 2009

noke sina ke upar kehta tha farqe sarwarghar lutgaya hai mera maara gaya baradaramma ghareeb hoo maiasghar ke khoon se maine dekho wazoo kiya haiis imtehan may usne bhi surkh roo kiya haiiski lehad banakaramma ghareeb hoo....mai kis khadar hoo pyasa amma batun kyun karsookha gala tha itna chalta nahi tha khanjarqabze may rakhke kausaramma ghareeb hoo....mai kaisa baap tha jo ay daure imtehaniroti rahi sakina mai de saka na paniaaye yaqeen na kyun karamma ghareeb hoo....barchi jawan pisar ke seene se mai ne khaynchiansar o aqraba ki qasim ki laash dekhiibne ameer hokaramma ghareeb hoo....ghodon ke daudne se pamaal ho chuka hookya ab bhi mai wohi hoo hairan hoo sochta hoonaaqa bane payambaramma ghareeb hoo....aap aagayi hai amma yaad aa raha hai bachpanwo saath saath chalna aur apne ghar ka aanganab khaak ka hai bistaramma ghareeb hoo....dil gham se chaak bhi hai zakhmo may khaak bhi haiudthi hui nazar may qaimo ki raakh bhi haizainab ka hai khula saramma ghareeb hoo....rehaan phat na jaye ahle aza ka seenabas rokle yahin par shabbir ka ye nauhasab ro rahe hai sunkaramma ghareeb hoo....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.