Almadad maula raza[Al Madad, Maula Raza] ×2 [Maula Raza] ×3[Al Madad, Maula Raza] ×4Nana nabi dada ali dadi teri khairun nisaa[Al Madad, Maula Raza] ×4Tu hai masiha e- jahaan, shaahe khurasaan hai laqab, yu harfarishta roz par, aataa hai tere ba adab, haaN rad nahi hoti tere, rozepe koi bhi duaNana nabi dada ali dadi teri khairun nisaa [Al Madad, Maula Raza] ×2Binaai bhi deta hai tu, goyaai bhi deta hai tu, maange agar tujsekoi, daanaai bhi deta hai tu, tu bhi to baabe ilm hai, tu bhi to haimushkil kushaaNana nabi dada ali dadi teri khairun nisaa [Al Madad, Maula Raza] ×2Hai zaamine aahu bhi tu, gul bhi hai tu khushbu bhi tu, hai ponchtahar aankh se, girte huwe aansu bhi tu, teri ataaye dekh kar, dushman kobhi kehnaa paraaNana nabi dada ali dadi teri khairun nisaa [Al Madad, Maula Raza] ×2Teri karaamaate nazar, shab ho ke ho waqte sahar, kehta hai harzaair tera, roze ki jaali chum kar, mash-had muqaddas ho gaya, tune joaakar di azaanNana nabi dada ali dadi teri khairun nisaa [Al Madad, Maula Raza] ×2Tere hi dastar-khaan par, hota hai jannat ka ghumaan, jinno mallaklete hai sab, tere hi dar se rotiyaan, maula tera makruuz hai, har ikgadaao baadshaaNana nabi dada ali dadi teri khairun nisaa [Al Madad, Maula Raza] ×2Roze se tere duur hai, ham to bohot majbuur hai, aankhon se aansuhai rawaan, dil bhi ghamon se chur hai, tujse kahenge haale dil, izneziyarat kar ataaNana nabi dada ali dadi teri khairun nisaa [Al Madad, Maula Raza] ×2Aal-e-azaa ke haal par, dukhta to hoga dil tera, ishke ghame shabbirmei, maare gaye jo bekhata, hai munison yawar tu bhi, ibne shahidekarbalaNana nabi dada ali dadi teri khairun nisaa [Al Madad, Maula Raza] ×2"Rehan" mujko hai yaqin, maula raza ki zaat se, ye nokri shabbir ki,jaaegi ab na haath se, nauhe likhunga mei sada, dete rahenge wo silaaNana nabi dada ali dadi teri khairun nisaa [Al Madad, Maula Raza] ×8
Almadad maula raza
Shahid Baltistani · 2004
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.