Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Allaho Akbar ki azaan

Meesum Abbas · 2013

Allah o Akbar ki azaan....x4Yeh keh rahi hain dasht me ro ro ke ek maaAllah o Akbar ki  azaan...x4Haye haye tum na ayeAye meri aankhon ke chainHaye woh gam das moharramAur Sakina ke woh bainAkbar bhi sunke ro pada...x2Behnon ki siskiyaanAllah o Akbar ki azaan...x4Kya jawani kaisa paniTashnagi ki raat thiHaye aye rab aakhri shabAansuon ke saath thiUbhri thi haye is tarah....x2Aashur ki azaanAllah o Akbar ki azaan...x4Mustafa ke chaand tareShaam tak gehna gayeHaye haye phool saareKis tarah murjha gayeYu Fatema ke baagh me...x2Aati rahi khizaAllah o Akbar ki azaan...x4Haye haye gum uthayeIs tarah saadat neAahozaari ashkwaari ko gamon ki raat neJaise  jawan laash par...x2Baithi hain bibiyanAllah o Akbar ki azaan...x4Aisa manzar is zameen parFir kabhi nazar aaya nahiNaujawan ka yu janazaAise uthta hain kabhiRoti hain aaj yeh zameen...x2Rota hain aasmaanAllah o Akbar ki azaan...x4Haye Akbar bola rokarYeh azaan e aakhriSun rahe hain karbala mainAaj jis tarah sabhiSugra bhi kash sun sake....x2Aye mere babajaanAllah o Akbar ki azaan...x4Haye haye sar kataye Sab jawan so jayegeDehr chhode khaak odhe dasht me kho jayegeKayam rahegi hashr tak..x2Allah ki azaanAllah o Akbar ki azaan...x4Woh muazzim maut ke dinGin raha tha aye ZafarShah ka dil kaisi mushkil me tha Mesum raat bharYu qatla hoke reh gaya...x2Shabbir ka bayaanAllah o akbar ki azaan..x4

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.