Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Allah Ka Lashkar Ya Zainab S.A

Ali Rehbari · 2022

Ya Zainab sa 6Kirdar e imamatGuftar e risalatAllah ka laskhar Ya Zainab saHai Saniye ZehraHai zinat e haiderOr Sabr Ka Paikr Ya Zainab1.Socha tha mitaiis deen ko jisneWo khak hua Hai Zainab ke karam SeIslam ka DushmanRuswa hua HaiAy Saniye Zehra bas Aapke Dam SeHai Maa ki HararatIslam ki kuwwatHaider ki sujaat ya zainab2.Tune Hai Bachayamushkil me imamatYe deen Tumhare Hai Dam se SalamatAbbas ki tarhaSarhad pe khadi HaiHar daur me karti hai Dee'n ki hifazatHai Sher e dilawarShabbir ki yawarTu Naaz e payambar ya zainab3.Is Shan se boliBaatil ko darayaDarbar e sitam ko khutbo'n Se hilayaSar ahle jafa kaBibi ne jukayaZainab ne gurur e Zalim ko mitayaLehja Hai Ali kaZehra ki zuba haiAawaz e Mohammad ya zainab4.islam ki zinatIman hai PardaYe deen se wafa ki Pehchan hai PardaZainab ki kaneezoKi jaan hai PardaZainab ke muhibbo ki Shan hai PardaZahir me ho pardaBaatin me ho pardaPhir lab sada ho ya zainab5.Zalim se LadengeRehbar ka hai NaraDushman Hai Hamara Agyaar TumharaHum karke falastiAzad RahengeKashmir o yaman ko chodenge na TanhaMazloom ke hamiYe tere fidaiMaidan me hai Hazir Ya Zainab6.Ho Tumpe Salam AyHaider ke pairo'nTum Jeete Raho Ay Zainab ke Shero'nHo Tumko MubarakRutba e ShahadatYe jazb e Zahoor eAakhir ho salamatTum KarbobalaiTum hi ho GhadeeriNara Hai Tumhara Ya Zainab7._aashor ka dhalnaAur shame gariban.Sehmay hove bachy he dashte bayaban.Sub lut gaya ban makoie nahi yawar.Pehre Pe khari he Abbas ki KhawaharBachon ki umeedain mawon ka Sahara salare haram he ya zainab .sa.8._darpesh safar heab sham ha Jana.Imdad ko maritum raah me aana.Main kese chalungi agyar ky hamrah .Abbas bahen kaparda to banana .Pehla ye safar ha pardy ky humafizbe maqna o chadr ya zainab.sa.9._balon say chupayechray ko chali ha.Mal kaye haya pyye kesi ghari ha.Chayi he qayamtSajjad ky dil pr .Darbare sharabiAur binte Ali.ha.Agyar ka majma Aur sanie zahra ..sa.purdard ha manzar ya zainab. Sa10.Hum Lehed Banae'nMarqad ko sajae'nAbbas ka Parcham Aangan me Lagae'nHo Puri TammanaTamir e baqayyaMaqbul Hamari Ho jae Dua eZehra ke haram me"Shabbir" QasidaHum padke Sunae ya zainab

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.