Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ali walo ko Ali Mubarak

Syed Raza Abbas Zaidi · 2024

aaye aaye Maula khusihyan laaye Maulahaan hamaray Maulaphoolon ka mehekna Ali Alitaron ka chamakna Ali Alibaadal ka garajna Ali AliAli Ali Ali Ali Maula Ali MaulaAli walo Ali walo Ali walo Ali waloAli walon ko Ali mubarak ho nabi ko wasi mubarak hoAli ke makan mein Ali ki taraf se Ali ka Ali mubarak hoAli badshah ke jiyaloon ke din hainqaseede sana aur dhamalon ke din hainkoi pouchye kehna Ali arhay haingharon ko sajao ujaloon ke din hainhamari khushi mein jisay mout aaye ussay khud kashi mubarak howah tera Rajab aur woh kaabay ka manzarmilnay Ali se jab aaye payambarAli ko Mohammad ke hathon mein dekeyyeh bint-e asad ne kaha muskurakarkkhuda ke Nabi ttmko wasii janshin aur yeh damaad bhi mubarakkoi jaake marhab se jab lad na paayaalam leke Khyber mein ik mard aayamein Haider hoon Haider bas itna batakarsir ik waar mein jab Ali ne udayajo marhab ke dar se chupay thay woh bolay balaa tal gayi mubarak hoAli hain maula hum deewanyAli hain shama hum parwanayAli ke jaisa koi nahi haikoi manay ya na manaykhuda tera inkaar kaisay karoon meinAli ne kaha hai to khamosh hoon meintu har shai pay Qadir hai mein maanta honmagar tu bataday usay kya kahoon meinjo thokar se murdy jila kar sada day nai zindagi mubarak hoAli Ali Ali Ali Ali Aliik arsh se tara nikla Behlol sa deewana thaZahra ki marzi leker ik chokhat par jana thajab shehr-e madinah pouncha kuch log thay jin ko dekhawoh jhoom jhoom ke ghoom ghoom ke unke dil jalataa thakaabay ke jaisa ik ghar jab dekhauss ghar mein sabka Maula rehta thahuwa phir yun koi khush tha kahin koi royadar-e murtaza par sitaaray ne aakar jab aawaz di mubarak hodulhan bhi lajawab hai dulha bhi lajawab haidulhan hain bi bi Fatima dulha abu turab haikhushi se mohammad ka chehra khila thaAli aur Zahra ka rishta huwa thakahin dil ke arman bahe aansuon meinkahin rang chehre ka badla huwa thayeh Imran ne jab Mohammad se aakar kaha ya nabi mubarak hoAli sabke Maula hain sunkr nabi segalay mil rahay thay sab aakar Ali seyeh hans kar abuzar se SALMAN bolaychalo paas jaakar kahe Sheikh jee seyahan kyun khade hain sharafat se jakar kahe Ya Ali mubarak hobadi arzoo hai ke woh din bhi dekhenAli ki ho mehfil Ali ke haram meinNajaf ki zamee par Qasida yeh sunkrhamein daad day kar Ali khud yeh boleinRaza aur zeeshan hamaray haram mein tumhe naukri mubarak ho

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.