Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ali Roney Lagey

Shahid Baltistani · 2024

Dekhkar beti k aansu khud bhi ro jaata hai baapKitna bebas betiyo k gham me hojaata hai baapSir shikasta hogaya...Sir shikasta hogaya lekin Ali khamosh theBetiyo ka jab khayal aaya Ali rone lage-2Dard ki shiddat me bhi-2 naa aankh se aansu baheBetiyo ka jab khayal aaya Ali rone lageSir shikasta hogaya lekin Ali khamosh theBetiyon ka jab khayal aaya Ali rone lageJab hasan ne baap ka sir apne zaanu par rakhaZakhm gehra dekh k shabbir, ne girya kiyaApne beto ko musalsal-2 hausla dete raheBetiyon ka jab khayal aaya Ali rone lageSir shikasta hogaya lekin Ali khamosh theBetiyon ka jab khayal aaya Ali rone lageBetiyo k haal ka tha baap ki aankho me ghamHaaye zainab haye chadar keh, rahe the har qadamMasjide kufa se ghar tak-2 raasto ko dekh kBetiyo ka jab khayal aaya Ali rone lageSir shikasta hogaya...Dekh k iss haal me marr jaaye na zainab meriSaamne usske main ghar se chal, k aaya tha abhiApne beto k sahaare-2 haaye ghar jate hueBetiyo ka jab khayal aaya Ali rone lageSir shikasta hogaya...Karbala yaad aayi toh chuma gala shabbir ka-2Or phir abbas k shano, ka bhi bosa liyaHaa magar sajjad k-2 nanhe se paao chumkeBetiyo ka jab khayal aaya Ali rone lageSir shikasta hogaya....Kitne manzar aa rahe the murtaza k rubaruZakhmi sir se beh k aa pahuncha, jo chehre tak lahuShaam me sir pe baraste-2 pattharo ka sochkeBetiyo ka jab khayal aaya Ali rone lageSir shikasta hogaya...Jab gayi'n darbar zahra the sahabi saamneShaam k darbaar me honge, sharabi saamneAakhri saanso me naame-2 Fatima lete hueBetiyo ka jab khayal aaya ali rone lageSir shikasta hogaya lekin ali khamosh theBetiyo ka jab khayal aaya ali rone lageKyu ali ki aankh se hote rahe aansu rawaa'n-2Bas woh samjhega khuda ne di, hai jisko betiyaaDil tadap kar reh gaya-2 jab yeh suna zeeshan seBetiyo ka jab khayal aaya ali rone lageSir shikasta hogaya lekin ali khamosh theBetiyon ka jab khayal aaya ali rone lage

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.