Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ali nemal waliyullah

Shabih Abbas Jafri · 2016

Ali ne'mal waliyullah..(4)azaa'n akbar ki jo gunjiallahu akbar..(4)azaa'n akbar ki jo gunjimayane karbala gunjaAli ne'mal waliyullah..(4)Bahattar ne kaha ye bayn, sare maqtal sare sajdaAli ne'mal waliyullah..(4)1. Ali akbar ke hoto'n par sada allahu akbar kilabo'n par bhi mohammad ki nabuwat ki gawahi thiali ya ali..(4)ye kehkar qaid sadyo mein kiya akbar ne ek lamhaAli ne'mal waliyullah..(4)2. Ye lamha badhte badhte asr tak phaila sare maqtalbana gulshan ali ke khoon ki khushboo se wo jangalali ya ali..(4)ali ke phool jo bikhre pukara dasht wo sehraAli ne'mal waliyullah..(4)3. Wo jab aun o mohammad ne wigha ka izn hai paayatha jo maidan ka manzar wohi raavi ne hai likhaali ya ali..(4)laga ke hamza o jafar ne yeh kehkar kiya hamlaAli ne'mal waliyullah..(4)4. Badha jab janib e darya ali ka bawafa betafalak tharra gaya abbas ki dehshat se rann kaapaali ya ali..(4)yehi kehte hue maidan ka naqsha badal daalaAli ne'mal waliyullah..(4)5. Ali asghar ne jhule se kaha labbaik halmin parijazat de mujhe amma palat dunga safe lashkarali ya ali..(4)mayane jung hoto'n pe har ek jumbish pe ye ubhraAli ne'mal waliyullah..(4)6. Hussain aaye to maida'n me bapa ek shor e mehshar thahussain ibn e ali ke waar se satte mein lashkar thaali ya ali..(4)udoo ko kaat kar tha yu ali ki tegh ka naaraAli ne'mal waliyullah..(4)7. Nahi thi dushmani koi kisi ko la ilaaha sena dushman ashkiya the ash-hado anna mohammad keali ya ali..(4)chale hai teer jaise kaha sarwar ne ye jumlaAli ne'mal waliyullah..(4)8. Dhala ashoor ka suraj to phir shaame alam aayighazab hai abid e beemar ko zanjeer pehnayiali ya ali..(4)ye ghurbat dekhke kehne laga jalta hua khaimaAli ne'mal waliyullah..(4)9. Usi dasht e musibat mein kahi par kho gayi bachhikhabar ye jab mili to khwahar e shabbir ghabraiali ya ali..(4)kaha zainab ne aaja madad ko aye mere babaAli ne'mal waliyullah..(4)10. Ye khud salmaan dekha maine shehr e shaam mein jaakarhui sadiya'n larazta hai magar darbaar ka har darrali ya ali..(4)har ek deewar par naqsh zainab ka yahi khutbaAli ne'mal waliyullah..(4)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.