Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ali Ko Yad Wo Ummat Ka Har Sitam Aya

Joan Rizvi · 2019

Chala jo masjid-e-kofa woh fatah-e-KhyberTaw rohknay lagi murghabiyan bhi ro ro karNa rohko ajj hamein keh kay bhar gae Haider a.sSukoon dil ko nahi baykarar hota honWoh zulm haaey jo ummat keh yaad karta honAli a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya…Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya…Khayal bint-e-nabi ka…. Khayal bint-e-nabi ka….Ali a.s ko jab ayaAli a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya…Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya…Nabi s.a.w.w ko chor keh shurah ko sab saja behtayJo thakt to taj ki lalach mein sab bhola behtayGhadeer mein jisay mola kaha na yaad ayaAli a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya…Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya…Galay mein dal keh rasi mujhay jo keencha thaNigah-e-aas say zehra s.a nay haey dehka thaBatool bholi na mein bhi kabhi bhola payaAli a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya…Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya…Meray salam ka Dayna jawab chor diaNabi saww keh baad musalman nay moun ko mor liaShikasta dil say mein zehra s.a ko yea bata payaWoh jalta dar teray pehloo  pay jab geraya thaSarapa tera jo dewar-o- darmiyan aya thaShaheed kardia mohsin a.s ko kia sitam dhayaYea zarbay zakhim ali a.s ko kahan daraein gayWoh baeen zainab s.a-o- kulsoom s.a keh rolaein gayNa zehra s.a tumho na mera rahayga abb sayaHassan a.s rafiqon say keh do keh lot jaein zaraSunnay na koi meri betiyon ki ago bukaNo waqt sham-e-ghraiban ka hai abhi ayaHassan a.s ko soanp keh sab ko kahonga aey Abbas asRahay na koi tu rehna meray Hussain a.s keh passKeh karbala keh liyay rab say hai tujhay payaPher ek Joan jo masjid say thein sada aaeyKasam khuda ki ali a.s nay kaha  fata paeeKhayal Rizvi yateemo ka akhri ayaAli a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya…Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya…Dinay khuda ki kashti laga dhobnay lageeeTareehk karbala ki taraf dehknay lagi

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.