Al ajal ya imamAyna talibu bi dhuhulil anbiya, ayna talibu bi damil maqtooli bikarbala[Alajal ya imam, ya imame zamaan] ×41.Har taraf jahan me zulm aur jafa haiAaj aake dekho, waqt kya para haiSaare momino ke lab pe ye sada haiInteqamekarbalahumko dekhna haiHar gari hamare dil me bus dua hai[Alajal ya imam, ya imame zamaan] ×42.Ab munfiqat ka dor chal raha hai,Bekhata lahu ko jo bahaa raha haiZulm ki hukumat, aaj har jaga haiSamarrame dekho, haye kya huwa haiAaj be alaamat, qabr-e-sayyeda hai[Sayyeda fatemah, sayyeda fatemah] ×43.Tum bhi mere maula ibne sayyeda hoJaane mustafa ho, ibne murtaza hoMaula askari kai, aap mehlaqa hoAaj aap maula, shaahekarbalahoZalimo(n) ke sar ki, aap hi qaza ho[Alajal ya imam, ya imame zamaan] ×44.Aap ayiye ab, muntazir hai kabaaleke awo khanjar, shahe la fatah kaaap ayenge jab, inqelab hogaaap ka hai sadqa, ye jahaan saaranaam leraha hai, har malak tumhara[Alajal ya imam, ya imame zamaan] ×45.parchame hussaini haath me uthaawomausame adalat, aap leke aawofarsh ab aza ka, har jaga bichaawoaur diya aza ka, har taraf jalaawoRab se jo kiya hai, wada tum nibhaawo[Alajal ya imam, ya imame zamaan] ×46.Kaise bhool jaaye(n),Karbalaka manzarShaah-e-karbala tha, zee(n) pe na zamee(n) parPyaasa wo gale par, chal raha tha khanjarKhayme se ye Zainab, keh rahi thi rokarBabajaa(n) bachaawo,karbalamei aakar[Alajal ya imam, ya imame zamaan] ×41.Darke niche zahra jabke gir rahi thiHaath tha kamar par baap ko sada diMohsine ali ko jabke kho rahi thiMarte marte zahra deti thi duhayiAb hai unki badla teri zimmedari[Alajal ya imam, ya imame zamaan] ×42.Kayinaat me hai har zaba(n) pe naaraaInteqame zahra lijiye khudaaraa,Aap ko tejani ne hai ab pukaaraaDijiye qalam ko aap ka sahaaraaNohay jab parhe ham saath ho tumhaaraa[Alajal ya imam, ya imame zamaan] ×4
Al ajal ya imam
Tejani Brothers · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.