Ek shor hua barpaSaadat ke matam seSar bacchi ne takrayaAbbas ke parcham seGash khane lagi ZainabLaachar hui gam seBehosh hui madarHain baap ke haathon parAkbar ka janazaKhayme me aya hain Akbar ka janazaHaye khayme me aya hain Akbar ka janazaBehosh hui madarHain baap ke haathon parAkbar ka janazaKhayme me.....Haye khayme....Humshakle payambar ka gumkhwaj mila jaisaLagta hain safar yeh hain duniya se Mohammed kaFizza ne kiya Nauha Kulsum ne sar pita.....x2Behosh hui madarHain baap ke haathon parAkbar ka janazaKhayme me...Haye khayme...Atthara baras pala jis laal ko Zainab neUs sher ki furkat ne dil chaak kiya aiseBhaiya ko kabhi dekha poshak kabhi dekha...x2Behosh hui madarHain baap ke haathon parAkbar ka janazaKhayme me....Haye khayme...Kya socha tha yeh dil ne faryad hain Zainab kiMannat bhi badhayegi armaan nikalegiFurkat ki sina lekin ab jaan nikalegi....x2Behosh hui madarHain baap ke haathon parAkbar ka janazaKhayme me...Haye khayme ....Sar pita Sakina ne aur bayn kiya aiseMain negh na mangugi yeh wada raha tumseKya haal kiya sabka aye bhai tere gam ne...x2Behosh hui madarHain baap ke haathon parAkbar ka janazaKhayme me....Haye khayme....Accha hi huwa ghar se saath ayi nahi sughraWoh dekh nahi pati jo haal hain kunbe kaMalum nahi usko kis haal me hain bhaiyya...x2Behosh hui madarHain baap ke haathon parAkbar ka janazaToofan hain ashkon ka saadat ke khaymon meKyu hashr na ho barpa saadat ke khaymon meKya laye shahe wala sadat ke khaymon me....x2Behosh hui madarHain baap ke haathon parAkbar ka janazaKhayme me....Haye khayme....Farhan yeh kehta hain dil thame huwe rokarAkbar ke masaeb tum likh sakte nahi MazharBas khatm karo nauha qirtas pe yeh likhkar.....x2Behosh hui madarHain baap ke haathon parAkbar ka janazaKhayme me..Haye khayme...
Akbar ka janaza
Farhan · 2008
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.