Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ajeeb dasht ka manzar

Naved Abbas · 2017

Ajeeb dasht ka manzar dikhayi deta hai—2gale pe shah k khanjar dikhai deta haiAjeeb dasht ka manzar dikhayi deta hai1-kahin pe jaun ka lasha kahin habeeb ka tanNabi k chahne walon ka khaak pe hai badankahin pe lashaye akbar dikhayi deta hai.ajeeb dasht ka manzar—22-kheza ne cheen li sari bahar gulshan sejuda kiya hai yahan sar ko zulm ne tan sefaqat lahu ka samandar dikhayi deta hai.ajeeb dasht ka manzar-23-kisi k hath me naiza hai aur kisi k hai teerkoi dikhata hai lahra k hath me shamsheerkoi utarta chadar dikhayi deta haiajeeb dasht ka manzar-24-chala jo gardame saarwar pe zulm ka khanjarhar ek nabi ki nigahe thi shah k uparlahu me chehraye sarwar dikhai deta haiajeeb dasht ka manzar-25-falak bhi dekhe to ab kis tarah bhala dekheki jalti ret k upar baghair hatho ketadapta koi ghazanfar dikhai deta haiajeeb dasht ka manzar-26-Badan me bacho k naize chubha raha hai koiwo aag khaimaye shah me laga raha hai koikoi utarta chadar dikhayi deta haiajeeb dasht ka manzar-27-Tamache kha k koi dil hi dil sisalta haikisi k kaan se ab tak lahu tapakta haikisi k hath me gauhar dikhayi deta haiajeeb dasht ka manzar-28-Kalam ko rok lo “AZAM” kahan hai  taabe bayanhua hai kis tarah matam kahan hai taabe bayanbas ek hashr ka manzar dikhai deta haiajeeb dasht ka manzar dikhayi deta hai-2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.