Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Abbas meer-e-karwan

Nadeem Sarwar · 2007

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Abbas meer-e-karwan[Kaarwaan] ×6Yasrab se suwe karbalaik karwaan rukhsat huwaSar pe alam saaya fighanGhazi ki aati hai sadaPehla safar zainab ka haiSunsaan kardo raasta[[Kaarewaan] ×2 Abbas meer-e-karwaan] x2Kya shaan he kya dab dabaKya log hein quraanumaSalle ala sale ala ayaat ka he qaaflaMashko alam inka nishaanAbbas meere karwaan[[Kaarewaan] ×2 Abbas meer-e-karwaan] x2Allah ke pyaare hein yeAale nabi saare hein yeQuran ke pare hein yeKaunain ke tare hein yeZere qadam he asmaanAbbas meere karwaan[[Kaarewaan] ×2 Abbas meer-e-karwaan] x2Koi shabih-e-MustafaKoi hasan ka dilrubaHai koi aks-e-sayyedaShabbir ka ye qaafilaThaame alam jo hai jawaanAbbas meere karwaan[[Kaarewaan] ×2 Abbas meer-e-karwaan] x2Yasrib se taba karbalaHar din tawaafe kaafilaAbbas karta hi rahaParde ka zimmedaar thaYun mutmain thi bibiyaanAbbas meere karwaan[[Kaarewaan] ×2 Abbas meer-e-karwaan] x2Abbas woh kirdaar heBaade ali salaar haiAysa alam bardaar haiMaydan mein be talwar hePhir bhi alam ka paasbaanAbbas meere karwaan[[Kaarewaan] ×2 Abbas meer-e-karwaan] x2Lo agaya uska alamGhazi jise kehte hein humKehte chalo ye dambadamAbbas meer-e-lashkaramBabul hawaaij mehrabaanAbbas meere karwaan[[Kaarewaan] ×2 Abbas meer-e-karwaan] x2Jab shaam pohoncha qaflaKhutba ye zainab ne diyaSunle ye qaum-e-ashkiyaHum hein bina-e-lailaahKashti he dee(n) hum baadbaa(n)Abbas meere karwaan[[Kaarewaan] ×2 Abbas meer-e-karwaan] x2Tha hashr mein mola aliYe "sarwar-o-rehan" bhiNazre karam se aapkiRakhte hein ummeed-e-qawiNawhon se denge ye bayaanAbbas meere karwaan[[Kaarewaan] ×2 Abbas meer-e-karwaan] x2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.