hussainimam hussainteen shaaban sadaae qaunainmarhaba salle ala hogaya zahoor e maula hussainaaghoshe fatema se husain aaghoshe risaalat me aayehussain dekh ke nana ko muskurate hainmagar ye kya huwa chashme rasoole akram sekhushi ke wakt bhi aansu tapakte jaate hainsawaal kardiya zehra ne ay mere baba udaas kyun huwekyun sogwaar hai chehrakaha rasool ne zehra mai khush huwaye tera laal mere deen ko bachaegamein roya is liye zehra watan se doorpyasa akela ghareeb ye mara jaaegaaur us qayaamat me na mein na tumna ali honge na hasan hogana koyi apna na pyara hogakinare nehr ke be goro be kafan hogatadap ke puchha nabi se hussain ki maa neke mere baba uspe kon royegakaha rasool ne zehra na fikr kar betikhuda ki samt se maujood ek kabila haijo royega taa hashr uska waada haijo na hussain ko bhulega na husain usko bhulegasaare jahaan se unki musalsal sada hogihussainwaada hai hamara ya fatema zehranahi bhulenge hussainausne hamko na bhulaya hamne usko na bhulayahusseinun hubbuhu yamhul khataayahuwa nurul ladhi yuhdhil baraayaminhu lah badrul huda lan nensah tulil madaaabad wallah ya zehra ma nensa hussainahallah hallah ya walienaehna khiddamak je'nawaada hai ye wallah ya fatema zehrawaada hai hamara ya fatema zehranahi bhulenge hussainaqasam allah ki wo jisne hame khalq kiyaaur hame karbobala ke liye makhsus kiyaham wohi log hain wallah dua e zehrausne halmin jo kaha nasirin yansurnahamne labbaik kahausne hamko na bhulaya hamne usko na bhulayahussain hussainabad wallah ya zehra ma nensa hussainahallah hallah ya walienaehna khiddamak je'nawaada hai ye wallah ya fatema zehrawaada hai hamara ya fatema zehranahi bhulenge hussainaazam allaho lakal ajra alibil musiba ya hayder ya aliya ali aapke har ranj o masaaeb ki qasamaapke gham ki hai makrooz ye nasl e aadamchauda sadiyon se musalsal hai azaa o matamgo ke har chand huwe hath kalam paon kalamzaayer e karbobala ke na ruke phir bhi qadamazam allaho lakal ajra alibil musiba ya hayder ya alilaw qatau'u arjulna wal yadaynena'atik zahfa sayyidi ya hussainhussain hussainabad wallah ya zehra ma nensa hussainahallah hallah ya walienaehna khiddamak je'nawaada hai ye wallah ya fatema zehrawaada hai hamara ya fatema zehranahi bhulenge hussainaek waada hai jo shabbir se ham sab ne kiyaek waada hai jo shabbir ne bachpan me liyaapne maa baap se nana se baradar se kahaaap sab mere azaadaaro ko kya denge silabole sarkaar e mohammad mein shafa'at dungabole haidar ke mein kausar ki bashaarat dungaaur hassan bole mein sardaar hun jannat dungaboli zehra tera waada hai shahaadat dungamein bhi jannat me na rakkhungi qadam mere hussainjab talak khuld me jaaye na azaadaar e hussainhussain hussainabad wallah ya zehra ma nensa hussainahallah hallah ya walienaehna khiddamak je'naimam hussainwaada hai hamara ya fatema zehranahi bhulenge ya zehraaati hai fatema zehra ki sadaay azaadaaro sunoay azaadaaro na jab tum bhulebhul jaaye tumhe zehra kaisemujh pe kya kya na masaaeb tootemera do baar jala ghar logomere pehlu pe ghira dar logodaagh e mohsin hai jigar par logomujh ko darbaar bulaa kar logokaata hai qalb e payambar logonahi bhulenge ya zehrana mein abbas e alamdar ke baazu bhulina mein zainab ka tarapta kisi pehlu bhuligard aalood sakina ke na gesu bhulina hi sajjad ke khoon rang wo aansu bhulinahi bhulenge ya zehraapne bachhe ke rafiqon ko bichharta dekhakhaaq par aun o mohammad ko tarapta dekhameine tukre huwe qasim ka janaaza dekhaeriyaan khaaq pe akbar ko ragarta dekhameine asghar ka galaa teer me uljha dekhajis ghari laal mera zeen se reti pe ghiratera zarbo se mere saamne sar uska katahussain hussainhaay phir shaame ghareeba ne mujhe lut liyawo rida meri thi aadaa ne jise lut liyamein na bhulungi wo baazaarhaaye wo shaam ka darbaarnahi bhulungi wo zindaanhaay mera aabid e beemarzehra zehrazehra nahi bhulengehargiz nahi bhulengeshabbir ki ghurbat koneze pe tilaawat kozehra nahi bhulengehargiz nahi bhulengeabbas ko akbar koqasim ali asghar kozehra nahi bhulengehargiz nahi bhulengejalte huwe khaimon kochhinti huwi chaadar kozehra nahi bhulengehargiz nahi bhulengezainab ki shuja'at koaabid ki qayaadat kozehra nahi bhulengehargiz nahi bhulengeabad wallah ya zehra ma nensa hussainahallah hallah hussain wainahbis suyuf magta'ainahabad wallah ya zehra ma nensa hussaina
abad wallah ya zahra
Nadeem Sarwar · 2012
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.