Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ab Zindagi Bhar Ya Hussain

Irfan Haider · 2009

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Ab Zindagi Bhar Ya Hussain[Hussain hussain hussain] ×2Ye konsi wiqar heBala ka sheh sawar heYe bil yaqeen hussain heNabi ka noore ain heLibas he phata huwaLahu mein he ata huwaTamam jisme naznee(n) chidha huwa kata huwaMagar kuchh ada se aya Fatima ka ladlalahu lahu huwi furat aur sukoot chha gayakuchh aisa ran para ke kaante pargaye zabaan parkhuda ne iske khoon se likha ye aasman parjo ghar luta chukkaali ka ladlato boli karbalahussain marhabakhuda ke saath saath tera zikr hoga ay ghareebe nainawaAb zindagi bhar ya [hussain] ×3Ab zindagi bhar ya hussainAb zindagi bhar ya hussainkarbobala mein dasween muharram ka roz thakhanjar tale hussain ne sajde mein sar rakharokar pukari zehra ise kon royegadashte bala mein haatife ghaibi ne di sadaAb zindagi bhar ya [hussain] ×3Ab zindagi bhar ya hussainAb zindagi bhar ya hussainWoh dil bujhe huwe woh hawaein thami huwiwoh ek behan ki bhai pe nazrein jami huwiarzo saman ki saas thi goya ruki huwizainab ki zindagi ka khulasa ye bangayaAb zindagi bhar ya [hussain] ×3Ab zindagi bhar ya hussainAb zindagi bhar ya hussainDin bhar utha ke lata raha aqraba ki laashhamshakle Mustafa ki kabhi bawafa ki laashqasim se shahzada e gulbu qaba ki laashaalam ko jisne kehne pe majboor kardiyaAb zindagi bhar ya [hussain] ×3Ab zindagi bhar ya hussainAb zindagi bhar ya hussainJiska hujoom e dardo alam se ye haal thasina tha pash pash jigar paemal thaRukh par tha tishnagi ka dhuwan dil nidhaal thaMojon ki isteraf se aane lagi sadaAb zindagi bhar ya [hussain] ×3Ab zindagi bhar ya hussainAb zindagi bhar ya hussainTujhsa shaheed kon he alam me ay hussainTu he har ek deedae purnam me ay hussainRote hein do jahaan tere gham me ay hussainZinda rahega halqae matam mein bhi sadaAb zindagi bhar ya [hussain] ×3Ab zindagi bhar ya hussainAb zindagi bhar ya hussainHussain be kafanHussasin be khataShaheede KarbalaBinae la ilahkhuda ke saath saath tera zikr hoga ay ghareebe nainawaAb zindagi bhar ya [hussain] ×3Ab zindagi bhar ya hussainAb zindagi bhar ya hussainHar war mein lainon ne chaha ye barhaMit jaye is jahaan se ye majlise azabaqi rahe na naam zameen par hussain kaLekin nabi ki beti se Allah keh chukaAb zindagi bhar ya [hussain] ×3Ab zindagi bhar ya hussainAb zindagi bhar ya hussainHai daimi hayat tere naqshe pa ke baadYe raaz chaah na dunya ne teri qaza ke baadte hogayi ye baat bhi karbobala ke baadhaq aur yazeediat ka rahega maarkaAb zindagi bhar ya [hussain] ×3Ab zindagi bhar ya hussainAb zindagi bhar ya hussainho dor koi Ali ke btejo baat haq he yuhin rahegiTere lahu ka ye mojiza heye khak khake shifa banegianees ho ya dabeer koilahu me jabtak he josh baqikhuda ne wajib kiya he sab parqalam likhega zaban kahegiAb zindagi bhar ya [hussain] ×3Ab zindagi bhar ya hussainAb zindagi bhar ya hussainkoi "Irfan" ho ya ho "Mazhar"hum agar he sada yahi labparqabl az karbala khuda hi khudabad az karbala hussain hussainAb zindagi bhar ya [hussain] ×3Ab zindagi bhar ya hussainAb zindagi bhar ya hussain

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.