Haye asghar, haye asgharHai lehed mein haath sheh ka lasha e besheer parab bhi asghar so raha hai seena e shabbir par1. Qabr mein baba se ye lipta hua hai aaj bhihurmala ke teer se zakhmi gala hai aaj bhisar burida baap ka yeh dekhta hai aaj bhipuri ginti ho na paayi gin raha hai aaj bhizakhm naizo'n ke hai kitne seena e shabbir parab bhi asghar so raha hai seena e shabbir par2. Baap godi mein utha laaya ise kis aas meinrote hai aulad wale aalam e ehsaas meinhoti hai mehsoos larzish lasha e abbas meinnanhe hoto'n par zaba'n pheri hai kisne pyaas meinroye dushman dekh kar is ko shishe tazeer parab bhi asghar so raha hai seena e shabbir par3. Faisla bus hoga haq hai kaun batil kaun haihurmala ki soch ka duniya mein hamil kaun haimunsife tareekh likhe ismein shamil kaun haibekhata chhe maah ke bachhe ka qatil kaun haimohr asghar ne lagadi nusrate shabbir parab bhi asghar so raha hai seena e shabbir par4. Jab burida seh gaye to in mein ek sar kam huaqabr taaza koi wo zalim chala tha dhundhtawo zamee'n par har jagah par gaadhta naiza chalalasha e asghar sina ke saath bahar aagayadekh kar ye ghash hai taari madar e besheer parab bhi asghar so raha hai seena e shabbir par5. Ek sadaa girye ki hai zindaan ke zulmaat meinaur izafa ho raha hai din badin sadmaat meinbaap ke seene pe soti hai sakina raat meinkitni hasrat aur hai kitna gila is baat meinaaj rona aagaya zindaan ki taqdeer parab bhi asghar so raha hai seena e shabbir par6. Kitni sadiya waris e shabbir ne sadma sahakhoon ke aansu bahakar raat din rota rahanahiya mein ek bachhe ko salaam usne kahachhe mahine ke bhala bachhe ka kya hai khoo'n bahakhoon ka badla hai wajib waris e shabbir parab bhi asghar so raha hai seena e shabbir par7. Hichkiyo'n aur siskiyo'n ka ab bhi jaari hai safarhar azakhane mein hai mashk o alam aate nazarek hai taboot sheh ka phool aur ashko se tarrhai ali asghar ka jhula is liye khali qamarlikh diya jaaye azakhane ki ye tameer parab bhi asghar so raha hai seena e shabbir par
Ab bhi asghar so raha hai
Shuja rizvi · 2019
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.