Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aap kya jaane Fatema kya hai

Shadman Raza · 2008

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Syeda, Tahira, Abida, Zahida, Taiyaba, Raziya, Marziya, Adila,Sajida Hura Batool e O Zara x2Surah e Qadr ka yeh nara haiAp kya janeey Fatima kya haiJis ko Mukhtar e amr kehthay hainJis ki ratoon ko qadr kehthay hainSubho ko jis ki Fajar kehthay hainShaam ko jis ki asr kehthay hainHar zamanay pay jis ka qabza hainAp kya janey Fatima kya hai x2Qadr jis ko sada qaza nay kahaSyeda jis ko Murtaza nay kahaApni maa jis ko Mustafa nay kahaKanzay Maghfi jisay khuda nay kahaJis ki chokhat pay kaba jhukta hainAp kya janey Fatima kya hai x2Jis kay dar say ho hal ata ko ataInaman ki aman ka hai goshaKul kafa jis ko khud gawaha banaFateha kar rahi hai jis ki sanaPura Quran hee qasida haiAp kya janey Fatima kya hai x2Jis ki chadar ko asmaan kahiyeApnay bachon ka sahiban kahiyeIsko alhumd ka nishaan kahiyeHushr kid hoop main amaan kahiyeKulay imaan ka jo musala haiAp kya janey Fatima kya hai x2Jiska baba Rasool aashiq e rabJiskay baitay Hassan Hussain laqabYeh jahan main hain sab say acha nasabJiska shohar Ali ameer e arabSurah e noor jiska shajrah haiAp kya janey Fatima kya hai x2Yeh gharaana sakhi mila humkoIsi ghar say Nabi mila humkoHar wasi, har wali mila humkoAik wali kya, Ali mila humkoIsi ghar say khuda bhi paya haiAp kya janey Fatima kya hai x2Jiska aik baita hai Imam e HassanAik baita Hussain Shah e ZamanAi, Abbas mislay qila shikanJis nay seekha Ali say jang e ka fanJis ka dariya pay ab bhi qabza haiAp kya janey Fatima kya hai x2Ghazi bola mizaaj keher main haiMera hum pala koun sheher main haiPyaas ka sud e baab neher main haiNeher yeh Syeda ke neher main haiMeher yeh khud khuda nay rakha haiAp kya janey Fatima kya hai x2Dar pay jo sar jhuka nahi saktaDeen o Majid wo paa nahi saktaHar koyi dark o paa nahi saktaAira ghaira to aa nahi saktaMalakul mawt aa kay rukta haiAp kya janey Fatima kya hai x2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.