Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aao chalein karbobala

Ali Shanawar and Ali Jee · 2020

Karbala, karbala..(2)Hai hamari darsgaah, karbala karbalahaq ka seedha raasta, karbala karbalachalo chalo, humein - tumhein, pukarti hai hai karbalachalte raho...chalte raho saath liye saara zamanaaao chalein karbobala, banke safeeran e azaatum bhi chalo hum bhi chalein..(2)saath ho zehra ki dua..aao chalein karbobala, banke safeeran e azaa1. Haan...karbobala mein tumhe qur'aan milegaFatimat uz zahra ka faizaan milegatumko har ek mulk ka insaan milegaparcham e abbas nigehbaan milegachalte rahoo...chalte raho saath liye saara zamanaaao chalein karbobala, banke safeeran e azaatum bhi chalo hum bhi chalein..(2)saath ho zehra ki dua..aao chalein karbobala, banke safeeran e azaa2. Aao chalein parcham e abbas uthakarshehr e najaf se chale karbobala milkarsheh ke azadaro ka ho saath samandarpal mein badal jaega hum sab ka muqaddarchalte rahoo...chalte raho saath liye saara zamanaaao chalein karbobala, banke safeeran e azaatum bhi chalo hum bhi chalein..(2)saath ho zehra ki dua..aao chalein karbobala, banke safeeran e azaaHai hamari darsgaah.. karbala karbalahaq ka seedha raasta.. karbala karbala..(2)3. Dene chalein pursa hussain ibn e ali kanauha padhe chalke alamdaare jari kamomino matam kare hum shakl e nabi kaqasim o besheer ka pursa de sabhi kachalte rahoo...chalte raho saath liye saara zamanaaao chalein karbobala, banke safeeran e azaatum bhi chalo hum bhi chalein..(2)saath ho zehra ki dua..aao chalein karbobala, banke safeeran e azaa4. Shukr e khuda maula ke zawwar bane humaale mohammad ke tarafdaar bane humhaider e karrar ke hubdaar bane humzehra ke bachho ke azadaar bane humchalte rahoo...chalte raho saath liye saara zamanaaao chalein karbobala, banke safeeran e azaatum bhi chalo hum bhi chalein..(2)saath ho zehra ki dua..aao chalein karbobala, banke safeeran e azaaHai hamari darsgaah.. karbala karbalahaq ka seedha raasta.. karbala karbala..(2)5. Mango dua unki bhi puri ho duaeindete hai maula ko jo ro ro ke sadaeinmaula mere jald unhe dar pe bulaeinkarte hue matam e shabbir woh aaeinchalte rahoo...chalte raho saath liye saara zamanaaao chalein karbobala, banke safeeran e azaatum bhi chalo hum bhi chalein..(2)saath ho zehra ki dua..chalo chalo, humein - tumhein, pukarti hai hai karbala..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.