Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aao behen sawaar karao hussain ko

Meesum Abbas · 2020

Jab akhri rukhsat ko hussain aaye haram sesab bibiya'n lipti shahe waala ke kadam sehazrat ne kaha, qat'e mohabbat karo hum sejine ke nahi hum ali akbar ke hai ghum seek baar phir gale se lagao hussain koaao behen sawaar karao hussain koaao behen sawaar karao hussain ko..(2)ek baar phir gale se lagao hussain koaao behen sawaar karao hussain ko..(2)1. Lo aagaya wo waqt ke, jaata hai bewatankurta diya tha jo tumhe amma ne aye bahanusko kafan samajhke pinhao hussain koaao behen sawaar karao hussain ko..(2)2. Aye bibi mere nana ka ammama laaiyehumko abaa e shafa e mehshar pinhaiyemaqtal ko jaa raha hai sajao hussain koaao behen sawaar karao hussain ko..(2)3. Hum aapko samajhte hai zehra ki yaadgarbehna hume chalani hai baba ki zulfiqarhimmat phir ek baar dilao hussain koaao behen sawaar karao hussain ko..(2)4. Ek din mein mere moniso yawar juda hueabbas na rahe ali akbar juda hueab jeeke kya karega batao hussain koaao behen sawaar karao hussain ko..(2)5. Dil mera dooba jaata hai beti ko dekh karhum sar katane jaate hai isko nahi khabarisse na baar baar milao hussain koaao behen sawaar karao hussain ko..(2)6. Darya ki simt dekh kar kisko bulati hokyu behna is ghareeb ke dil ko dukhati hobhai ke ghum me ab na rulao hussain koaao behen sawaar karao hussain ko..(2)7. Meesam khayam e shah mein mehshar bapa huasheh ne raza jo zainab e dilgeer se kahaphir kya khabar ke dekh na paao hussain koaao behen sawaar karao hussain ko..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.