Haye bazaar, haaye darbaar..(4)aamad pe aseero ki sajaya gaya bazaar..(2)yu aale mohammad ko phiraya gaya bazaaraamad pe aseero ki sajaya gaya bazaar..(2)1. Ibne ali ko qatl kiya karbobala mein..(2)zainab ki qatlgaah..(2) banaya gaya bazaaraamad pe aseero ki sajaya gaya bazaar..(2)2. Apne hi ghar ka sehen jo dekhi nahi kabhi..(2)un bibiyo ko haaye..(2) dikhaya gaya bazaaraamad pe aseero ki sajaya gaya bazaar..(2)3. Har ek simt jashno musarrat ka samaa..(2)ujde the ehle bayt..(2) sajaya gaya bazaaraamad pe aseero ki sajaya gaya bazaar..(2)4. Sab jaante the aale rasool e khuda hai ye..(2)karke aseer phir bhi..(2) bulaya gaya bazaaraamad pe aseero ki sajaya gaya bazaar..(2)5. Har ek sangbaar hua aale aba par..(2)sadaat ke khoo'n se yu..(2) rangaya gaya bazaaraamad pe aseero ki sajaya gaya bazaar..(2)
Aamad pe aseero ki sajaya gaya bazaar
Sahil Jaunpuri · 2015
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.