Aal e Rassool parKoufe ki Shahzadiyan Shaam ke bazaar meZainab o Kulsum hain majmae meh khar mejiss tarha Aale Nabi be rida ho kar gayiis tarha koi na hi be rida darbar meHar janeb hai khaas o aam Zainab aur bazaar e Shaambe maqna be chadar haay Fatema Zahra ke gulbaarNauha tha Aabid ke lab par Hay hay Zainab hay hay ShaamHay hay Zainab hay hay Shaam*4Aale Rassol par yeh kaisa maqam aaya*2Hay hay Zainab hay hay Shaam*2Chadar nahi hai sar par baazar e Shaam ayaAale Rassol par yeh kaisa maqam aayaHay hay... *2Gayrat se sar jukae Saydaniyon ko le kar *2Tauqe gara me jakra Chauta Imam aayaChadar nahin hai sar par baazar e Shaam aayaAale...Hay hay.. *2Sab Bibiyon ke pichhe gayrat se chhup rahi thi *2Darbaar e Shaam me jab Zainab ka naam aayaChadar nahin hai sar par baazar e Shaam aayaAale...Hay hay.. *2Maa behne sar khule hain aur sar jukae Aabid *2eik imtehan dene baazar e Shaam aayaChadar nahin hai sar par baazar e Shaam aayaAale...Hay hay.. *2Bazaar ashqyan me ashqe aza bahata *2Durron pe durre khata mera Imam aayaChadar nahin hai sar par baazar e Shaam aayaAale...Hay hay.. *2Yaad aayi woh Sakina joh qayd hai musalsal *2Jab samne hamare zindaan e Shaam aayaChadar nahin hai sar par baazar e Shaam aayaAale...Hay hay.. *2Qaysar ka nauha kehna aur Shadman ka parhna *2Bakhsish ke sa aton me donon ke kaam aaya *2Chadar nahin hai sar par baazar e Shaam aayaAale...Hay hay.. *2
Aal e Rassool par
Shadman Raza · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.