Haye haye... haye haye..(2)Aaj zainab yateem hogayi..(4)Uth gaya baap ka sar se saaya..(2)Aaj zainab yateem hogayi..(2)1. Ghar mein farshe azaa bichgaya haikhana e rabb mein matam bapa hai..(2)sog mein dooba ghar sayyeda kaAaj zainab yateem hogayi..(2)2. Uth raha hai janaza ali kaek mehshar ka aalam tha barpa..(2)sab ke hotho'n pe tha ek nauhaAaj zainab yateem hogayi..(2)3. Ro rahe hai ye mehraab o mimbarkeh rahe hai ye jibreel ro kar..(2)ibn e muljim ne yeh zulm dhayaAaj zainab yateem hogayi..(2)4. Arsh par mustafa ro rahe haisab ke sab ambiya ro rahe hai..(2)hai farishto'n mein kohraam barpaAaj zainab yateem hogayi..(2)5. Koi kulsoom ko de dilasaaur tadapti hai ghum se khadija..(2)maula abbas karte hai nauhaAaj zainab yateem hogayi..(2)6. Ghum hai matam hai shor e buka haiaasma'n bhi lahu ro raha hai..(2)uth gaya sar se zainab ke saayaAaj zainab yateem hogayi..(2)7. Qabr mein fatima bhi hai muztarkar rahi hai ye fariyad ro kar..(2)waqt kaisa ye zainab pe aayaAaj zainab yateem hogayi..(2)Haye haye... haye haye..(2)
Aaj zainab yateem hogayi
Faheem Haider · 2015
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.