Ali Ali Maula Haider ..(4)Ali Ali Maula Haider ..(4)Kya hai Ali ki shaan yeh duniya ko samjhana haiJashn hai kiska saare zamane ko batlana haiAagaye Murtaza, khush hai deen e khudaab koi til-milaye to mai kya karu?Laa makaa'n ke makaa'n me in makee'n aagayaghum kisi ko yeh khaye to mai kya karuAagaye Murtaza, khush hai deen e khudaab koi til-milaye to mai kya karu?1. Dushmanan e Ali se yeh haste huweek taale ne taali bajakar kaha..(2)kaaba haider ke aane ki sunke khabarhaske khud dar banaye to mai kya karu?Aagaye Murtaza, khush hai deen e khudaab koi til-milaye to mai kya karu?2. Ya Ali kehke utra jo maidan meinjeet uske muqaddar mein likh di gayi..(2)tere lab par nahi, naara e haideritu agar muh ki khaye to mai kya karu?Aagaye Murtaza, khush hai deen e khudaab koi til-milaye to mai kya karu?3. Qum be izni se murde jo zinda karenaam lene se jiske mile zindagi..(2)aye munafiq bata, sunke uski sanaagar tujhe maut aaye to mai kya karu?Aagaye Murtaza, khush hai deen e khudaab koi til-milaye to mai kya karu?4. Keh raha hai yeh qur'an mai batla chukajo piyega ye maiy wo sambhal jaega..(2)ishq e haider ke jo jaam peeta nahiwo agar dagmagaye to mai kya karu?Aagaye Murtaza, khush hai deen e khudaab koi til-milaye to mai kya karu?5. Yeh habib e khuda se alam ne kahamai to khaiber pe lehrau maula magar..(2)tegh ho haath mein, fauj ho saath meinkoi fir bhaag aaye to mai kya karu?Aagaye Murtaza, khush hai deen e khudaab koi til-milaye to mai kya karu?6. Apne maa baap se puch kya baat haimai to zakir hu mujhse shikayat na kar..(2)husn ka tazkera, noor ki manqabataag tere lagaye to mai kya karu?Aagaye Murtaza, khush hai deen e khudaab koi til-milaye to mai kya karu?7. Aye munafiq, munafiq hai woh aadmikhoon jiska najis, nasl na-paak ho..(2)apne baare mein sunkar yeh baatein agartujhko ghairat na aaye to mai kya karu?Aagaye Murtaza, khush hai deen e khudaab koi til-milaye to mai kya karu?8. Sheh ka ghum jisne dil mein samoya nahiaah bhar kar jo majlis mein roya nahi..(2)hashr se apne darr ke agar qabr meinwoh kare haaye haaye, to mai kya karu?Aagaye Murtaza, khush hai deen e khudaab koi til-milaye to mai kya karu?9. Mai hun farhan, gauhar meri shaan sejiska jee chahe woh jagmagaye magar..(2)ishq e haider ki noorani barsat meinkoi khud na nahaye to mai kya karu?Aagaye Murtaza, khush hai deen e khudaab koi til-milaye to mai kya karu?
Aagaye Murtaza
Farhan · 2026
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.